Skip to main content

Posts

Showing posts with the label broken heart shayari hindi

Brokenheart status 💔 नजरअंदाज शायरी

Tum thoda nazar andaz to karke dekho , Ham tumhe pehchanne se bhi inkar kar denge  तुम थोड़ा नजरअंदाज तो करके देखो हम तुम्हे पहचानने से भी इंकार कर देंगे

बेवफाई शायरी हिंदी 💔 Brokenheart Status

  Ham ummidon ki  Dunia  basaate rahe , Wo bhi pal pal hame ajmate rahe, Jab  Mohabbat  me marne Ka waqt aya Ham to mar gaye aur wo muskurate rahe

Brokenheart Status Hindi 💔 बेवफाई शायरी हिंदी

 Apne kadmo ke Nishan  Mere Raste se hata do tum, Kahi aisa na ho ki, Chalte chalte main, Tumhare pass as jaun   

Sad status 💔 Brokenheart status hindi 💓 टूटे दिल की शायरी हिंदी

 Ek  Chahat  thi tere sang jine ki, Warna  Mohabbat  to Kisi se bhi ho sakti thi

Brokenheart status 💔 बेवफा शायरी हिंदी 💔 Sad status shayari

 Achche ne achcha aur  bure ne bura jana mujhe  Kyunki jiski jitni  Aukaat  thi , Usne utna hi pehchana mujhe

Brokenheart status , Motivational shayari status for Brokenheart people

 Chhu  le Asman tu jamin ki talash na kar, Ji le  Zindagi  khushi ki talash na kar , Takdir badal jayegi khud hi mere dost  Muskurana sikh le Vajah ki talash na kar